Tuesday 10 November 2015

Mulaqatein urooj per thi to jawab e azan tak na diya IQBAL Sanam jo rootha hai to aaj moazin bane bethay hain, Allama Iqbal poetry

-: Allama Iqbal :-


Mulaqatein urooj per thi to jawab e azan tak na diya IQBAL
Sanam jo rootha hai to aaj moazin bane bethay hain..
Na kalma yaad ata hai na dil lagta hai nemazon mai IQBAL
Kafir bana diya hai logo ko do din ki mohabbat ne...
Kitni ajeeb hai gunahon ki justoju IQBAL
nemaz bhi jaldi parhte hain phir se gunah karne ke liye


28 comments:

Unknown said...

Oh saly chwwl ye iqbal ka shair nahi hai

Anonymous said...

tu kiska ka ha yeh shair

Anonymous said...

Iqbal ki itni maathi shaery ho nahi sakti..naam iqbal likh diya alfaz main iqbal kiun nahi hai janab?

Unknown said...

He shayri kiski hai aaj mene bhi status rkha lekin kahi bol rhe hai ye shayri iqbal ki nhi hai

Unknown said...

To Ye sher Kiski hai?

numanblogg506 said...

Please clarify kren. K y akhir h kiska..

Unknown said...

Allama Iqbal Sahab Confirm

Unknown said...

O bhai niiiii

Unknown said...

bhai jan ye iqbal ki shaery he hai. ap google pe search karoge to apko miljaigi. ye jawab-e-shikwa hai

Unknown said...

Mulaqatain urooj par thi to jawab e azan tk na diya IQBAL

Ash2004 said...

kindly provide the reference to this poetry i cannot find it

Radiation Expert said...

Dear mind nahein Karna. I can't find it if you have a reference kindly mention.

Unknown said...

http://iqbalurdu.blogspot.com/2011/04/bang-e-dra-120-jawab-e-shikwa.html

Muqsit ahmed said...

Jawab e shikwa mein mujhe ye ashar nahi mil rahe hain

Aasif iqbal said...

It's Allama iqbal's verse I'm 100% sure

Aasif iqbal said...

It's the verse and poet of the great poet of the east Allama Iqbal r.a

Abul Abbas said...

आइना कोई ऐसा बना दे ऐ ✒ खुदा जो,
इंसान का चेहरा नहीं किरदार दिखा दे.

Aasif iqbal said...

आप सही भाई हैं, लेकिन शायद हम इन चीजों को नहीं देख सकते हैं

Anonymous said...

Dear reader Please visit my blog All About Poetry urdu Handi top10 https://top10urdupoetry.blogspot.com/2020/09/top-20-drallama-muhammad-iqbal-urdu.html

Unknown said...

Bilkul alama iqbal ki nhi ha

Tariq Aziz said...

agar alama iqbal ki nahi hai to bhai koi to btado phir ye kis ki ghazal hai

Unknown said...

Bhai phla iqbal ko parho phir pata chal jaye ga k ha kis ki ha yeh jo bakion ko bura bhala keh rha hain apni islah krr layn please kyu k yeh sab اشعار Iqbal(R.A.A) k he hain

Unknown said...

Jab alfaaz hi smj main na aaye tu iqbal ko smj jo gay.
Kuta ka tu kaam hai bhook na inko smj ja ka b kya karo gay.
Isliye soch smj ka bolo.ooh main bhul gaya kuta kaha bolta hai wo tu bhook ta hai .
Isliye bhookoo.

Anonymous said...

Iqbal or kis ka takhallus hai phir

commentting sites said...

Thanks for sharing informative post keep it up.
culturre.inn
CIFashionFlare
CIDiamond3456
citrends
KinnariBoskySuits
Hassan-Lohani-Hassan
Khan-Raheem
Mustafa-Malik
Arsalan-Khan
Burhan-Rana
fashion flare
cultureinn
cultureinn786
Manankhan2345
CITrends
burhanrana7861
arsalanrana786
786Manankhan
ali_umar1251
ci-trends-clothing-a52678216
cultureinn-fashion-263676216
cultureinn-clothing-043706216
ci-fashion-flare-988a6a216
CITrends7694
hassanlohani23456
mariakhan6669
Kinari-Boski

Anonymous said...

Padhne se pta lagta h nhi hai iqbal ki ye par words acche h n

Anonymous said...

Nahe Bhai jwab e shikwa me nai he ye

Anonymous said...

Yes u r right