MAUJ-E-DARYA
Muztrib rakhta hai meraa dil betaab mujhe Ain hasti hai tarap soorat seemab mujhe
Mauj hai naam mera beher hai payab mujhe Ho na zanjeer kabhi halqa-e-gardab mujhe
Aab mai misal hua jata hai tu san mera
Khaar-e-mahi se na inka kabhi daman mera
Mai uchhalti hn kabhi jaz meh kamil se Josh mai sir ko patakti hn kabhi sahil se
hon wo rahro ke muhabat hai mujhe manzil se kyun tarapti hn ye pouche koi mere dils e
Zehmat tangi darya se gurezan hn mai
Wasat-e-behr ki furqat mai pareshan hn mai
No comments:
Post a Comment