Saturday, 31 December 2016

Bichhda kahan hai bhai humara safar mein hai, Ojhal nahin hua hai abhi tak nazar mein hai, urdu sad poetry, udas ghazal, brother poetry, heart touching poetry,


Bichhda kahan hai bhai humara safar mein hai,
Ojhal nahin hua hai abhi tak nazar mein hai.


Ek haadse ne chheen liya hai usey magar,
Tasweer uski phir bhi meri chashm-e tarr mein hai.

Khud shaakh-e gul ko toot’te dekha hai aankh se,
Kis darza hausla abhi boorhe shajar mein hai.

Sab ordh lenge mitti ki chaaddar ko ek din,
Duniya ka har charaagh hawa ki nazar mein hai. !!

Saturday, 17 December 2016

12 Days of Christmas, On the first day of Christmas my true love, sent to me, christmas song, english poetry, top song of the month, christmas song lyrics


On the first day of Christmas
my true love sent to me:
A Partridge in a Pear Tree6


On the second day of Christmas
my true love sent to me:
Two Turtle Doves
and a Partridge in a Pear Tree2

On the third day of Christmas
my true love sent to me:
Three French Hens
Two Turtle Doves
and a Partridge in a Pear Tree1

On the fourth day of Christmas
my true love sent to me:
Four Calling Birds
Three French Hens
Two Turtle Doves
and a Partridge in a Pear Tree

Do you want to build a snowman? Come on let us play, by Robert Lopez, KRISTEN ANDERSON-LOPEZ, free download, english song lyrics, top song of the year lyrics,

Anna:Elsa?Do you want to build a snowman?
Come on let us play

We used to be the best friends
I've never seen you Out the door Like you've gone ... Now we are not
It is not necessarily a snowman
I hope you can tell me why! Do you want to build a snowman? Elsa: Go away, Anna Anna:
I think some companies are overdue
Okay, bye... Do you want to build a snowman? Or ride our bike around the hall
All these empty rooms
I began to speak The picture on the wall (Hanging there, Joan!) It's a bit lonely
Elsa?
Just watch the hour tick Anna:
I'm here for you, just let me in
Please, I know you're there People ask where you are They say "have the courage," I tried We only have each other
Do you want to build a snowman?
It's just you and me What are we going to do?

Sunday, 11 December 2016

Last Christmas I gave you my heart But the next day you sent it away This year, in order to save me from tears I'll give it a special person, by Wham, wham songs lyrics, top songs lyrics, world best song lyrics,


Last Christmas I gave you my heart
But the next day you sent it away
This year, in order to save me from tears
I'll give it a special person


Last Christmas I gave you my heart
But the next day you sent it away
This year, in order to save me from tears
I'll give it a special person

Once bitten twice shy
I keep my distance
But you still caught my eyes
Tell me baby
Do you know me?
Well, it's been a year
This is not surprising to me
I wrapped it up and sent it
There is a saying "I love you" I mean
Now I know I'm a fool
But if you kiss me now
I know you'll lie to me again

Last Christmas I gave you my heart
But the next day you sent it away
This year, in order to save me from tears
I'll give it a special person

Last Christmas I gave you my heart
But the next day you sent it away
This year, in order to save me from tears
I'll give it a special person

A crowded room, a friend with tired eyes
I hide in you and your soul ice
My God I thought you were someone to lean on,
I? I thought I was a shoulder to cry

A lover's face has a fire in his heart
A man is under cover, but you tear me apart
Now I've found a real love that you'll never fool me

Last Christmas I gave you my heart
But the next day you sent it away
This year, in order to save me from tears
I'll give it a special person

Last Christmas I gave you my heart
But the next day you sent it away
This year, in order to save me from tears
I'll give it a special person

A lover's face has a fire in his heart
A man is under cover, but you tear him apart
Maybe next year I'll give it to a man
I'll give it a special person

                                                        by WHAM...

I will not ask so much about Christmas I do not even want to snow while I am I just want to keep waiting Under the mistletoe, by mariah carey, song lyrics, english top song lyrics, world top song lyrics


I will not ask so much about Christmas
I do not even want to snow while I am
I just want to keep waiting
Under the mistletoe


I will not do a list and send it
To the Arctic of St. Nick
I will not even stay awake
Hear those magical reindeer hits

Cause I just want you here tonight
Stick me so tight
What else can I do?
Oh baby I want you to be Christmas

All the lights are shining
So bright everywhere
And children's voices
Laughter filled the air

Everyone is singing
I heard their sleigh bells
Santa will not take me
I really need one
Please do not take my baby to hurry to bring me

I do not want a lot at Christmas
This is what I want
I just want to see my baby
Standing outside my door

I just want you to be my own
More than you can know
Let my wishes come true
Baby I want Christmas is you

I want you to be Christmas, baby

                                                                             By Mariah Carey

You are the shadow of my light, I faded, where are you now, by alan walker, alan walker sond lyrics, famous english song, top ten lyrics, best alan song,



You are the shadow of my light
Do you feel us?
Another star
You will disappear
Fear of our goal is invisible
Want to see us
get off


where are you now?
where are you now?
where are you now?
Is my fantasy?
where are you now?
You just imagine it?

where are you now?
Atlantis
On the sea floor
On the sea floor
where are you now?
Another dream
Monsters are running inside of me
I faded
I faded
So lost, I fade
I faded
So lost, I fade

These shallow water areas never met what I needed
I'm going to take a deeper dive
The eternal silence of the sea. I'm alive

where are you now?
where are you now?
In a bright but faded light
You make my Firelight
where are you now?
where are you now?

where are you now?
Atlantis
On the sea floor
On the sea floor
where are you now?
Another dream
Monsters are running inside of me
I fade
I faded
So lost, I fade
I faded
So lost, I fade
                                                              By ALAN WALKER

Saturday, 10 December 2016

Kabhi Jo Toot K Barsa December, December Ab K Aao To December , December Beet Raha Hai Wo gham , Ajab Pagal Si Larki Hai Ajab Pagal, Tum Ko Kaisi Lagti Hai Chandni, december poetry

Kabhi Jo Toot K Barsa December
Kabhi Jo Toot K Barsa December
Laga Apna Bohat Apna December
Guzar Jata Hai Sara Saal Youn...



December Ab K Aao To December
Ab K Aao To Tum Us
Shehar-E-Tamanna Ki Khabar
Laanaa Keh Jis Mein Jugnuon Ki Kehkashaan Jhi...


December Beet Raha Hai Wo gham
Wo aansoon Wo dard Ab bhi
mehsoos hota hai !
Wo batain Wo sapnain Wo ratain Ab b...

Suno Tum Laut Ao Na Suno Tum 

Laut Ao na December laut aaya hay
Tumhaaray laut aanay ki Naii
ummeed jaagi hay! Ab.


Ajab Pagal Si Larki  Hai Ajab Pagal
Si Larki Hai Mujhe Har Khat Main
Likhti Hai Tumhain Main Yaad Aati
Hun? Mujhe Tum Yaa...

Tum Ko Kaisi Lagti Hai  Chandni
December Ki Raat Uss Na Poocha
Tha Tum Ko Kaisi Lagti Hai Chandni
December Ki Barishai...


Wo gham Wo aansoon Wo dard
Ab bhi mehsoos hota hai

shaam dhallay jab panchi apne apne ghar jaatay hain koi mujhe batlayy mujhko ye kyuon tarpate hain, december poetry, urdu sard shamo li poetry, tanhai poetry, urdu ghazal


shaam dhallay jab panchi
apne apne ghar jaatay hain


koi mujhe batlayy
mujhko ye kyuon tarpate hain

mai ne bhi ek sapna dekha tha apne ghar ka
kho na jai mera panchi

lekin mujhko darr tha
mera ye afsaana hai

sara ye afsaana hai
mera panchi rasta bhoola

pagal hai anjaana hai
tu gaya hai to

mai ne jaana hai
mera dil bhi tera deewana hai

mai hn, decmeber ki sham hai 
r meri ye tanhai hai

is kamray ki khirki, baarish ka shor sunati hai aur tumhari aahat hum ko ye rog lagaati hai.. ab kay saal december main jab mai milne jaonga neeli jheel darakhton key sookhay pattay, bheega december, sard ratain, december poetry


is kamray ki khirki, baarish ka shor sunati hai
aur tumhari aahat hum ko ye rog lagaati hai..


ab kay saal december main jab mai milne jaonga
neeli jheel darakhton key sookhay pattay

saaray tera poocheinge
tera premi yaar kahan hai

kya bataonga
kya kahani hai

ab to qismat main apni judai hai
is december ki sard raton mai teri yaad ati hai

Bheega Bheega sa ye december hai Bheegi bheegi si tanhai hai in kitaabon mai dil nahi lagta humko sajna ki yaad ai hai, urdu poetry, tanhai poetry, december poetry, sardi ki ghazal,


Bheega Bheega sa ye december hai
Bheegi bheegi si tanhai hai


in kitaabon mai dil nahi lagta
humko sajna ki yaad ai hai

shaam ki kaali aankhein jab palkon ko jhapkati hain
kisi pairr ke neechay kuch yaadein gungunaati hain

kuch pyar ke aadhe naghme aadhi pyar ki kahani
ek shehar ka raja aur ek gaao ki raani

dono bare premi thay milne ayaa karte thay
unke pyar ke meethay naghmay panchhi gaya karte thay

ab na premi hain naa wo batain hain
ab to qismat mai apni judai hai...


Monday, 5 December 2016

Wo eenton ki wiktein, wo toota sa balla, wo galliyoon ki ronaq, wo apna mohalla wo jaibon mai sikkay machatay thay shor ameeri ke din wo, wo matti ka galla, bachpan ke din,


Wo eenton ki wiktein, wo toota sa balla,
wo galliyoon ki ronaq, wo apna mohalla
wo jaibon mai sikkay machatay thay shor
ameeri ke din wo, wo matti ka galla
aey bachpan bta tu kahaan kho gaya hai
ya keh de tu ab "bara" ho gaya hai




Saturday, 12 November 2016

ab wo wali mohabbat nahi rahe jb wo mera naam sun k apne honto pe muskan c lai aate te


ab wo wali mohabbat nahi rahejb wo mera naam sun k apne honto pe muskan c lai aate te


ab wo mohabbat nahi rahi
jb b wo mera zikar karti te tu us k chere pe aik nikhar sa aa jata ta

ab pehle jaise mohabbat nahi rahe
jb wo mere aawaz sunte ti tu aik noor sa aa jata ta us k chere pe

jb b me us se milta ta tu wo muje se mil k bohat khush nazar aate te
ab wo mohabbat nahi rahe jo pehle te......

Tuesday, 11 October 2016

Sa Me Ishq aw sa JANAN, Sa ghamona da jehan, pashto poetry, sad pashto poetry


Sa Me Ishq aw sa JANAN,Sa ghamona da jehan,


sa da yar da zulfo soray,
sa ghamgeen ghondey Makham,

Sa didar da khkolo Stargo,
Sa wajood mey naa Tamam,

Sa pa Hosan ghoror masta,
sa kamay me da jehan,

Sa Jalvey da yar da Makh mey,
Sa Hadoona da pezwan,

Sa ye srey shondey Shakarey,
Sa me threekh Ghondey jaban,

RABA RABA taa na ghwaram,
ka JANAN de ka Jehan,
No Sa me zra Da DARD na Dak wo,

Aw sa ghazal da

Saturday, 8 October 2016

Mere Dil Ko Nahi Ache lagte jhoote faislay Mujh se mohabbat karte ho to bus nikah karlo


Mere Dil Ko Nahi Ache lagte jhoote faislay
Mujh se mohabbat karte ho to bus nikah karlo

Jeenay ke wastay to sabhee chorte hain ghar kuch aur he tarah ki thi hijrat husaain (as) ki


Jeenay ke wastay to sabhee chorte hain ghar
kuch aur he tarah ki thi hijrat husaain (as) ki

Monday, 15 August 2016

Ye qafas hi mujh ko aziz hai.Yahan jee to lon ga qaraar se.Mujhe ab chaman main na le k ja. Main dara howa hon bahaar se.


Ye qafas hi mujh ko aziz hai.
Yahan jee to lon ga qaraar se.


Mujhe ab chaman main na le k ja.
Main dara howa hon bahaar se.

Gham-e-Aashiqi se bhi sakht tha.
Gham-e-zindagi ka marka.

Jo shikast khaai to ro diya.
Main lipat k daaman-e-yaar se.

Main yaaro kis ka karoon gila.
Hai mera naseeb hi bewafa.

Wohi mujh se karte hain dushmani.
Jinhain dekhta hoon main piyar se.

Sunday, 31 July 2016

Mere Qaatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi by mohsin


Mere Qaatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi
Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi


Yeh Shab-e-Hijar To Sathi Hai Meri Barson Say
Jao So Jao Sitaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Yeh Pareshaan Say Gaisu Daikhay Nahi Jatay
Apni Zulfun Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Laakh Moujon Main Ghira Hun, Abi Dooba Tou Nahi
Mujh Ko Sahil Say Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Qabr Say Aaj Bhi “Mohsin” Ki Aati Hai Sadaa
Tum Kahan Ho Meray Yaroo Kay Main Zinda Hoon Abhi

Saturday, 30 July 2016

Diya Khud Se Bujha Dena Hawa Ko Aur Kia Dena ? Sitare Nochne Walo Falak Ko Aasra Dena Mujhe Acha Laga “Mohsin” Ose Pa Kar Ganwa Dena


Diya Khud Se Bujha Dena
Hawa Ko Aur Kia Dena ?


Sitare Nochne Walo
Falak Ko Aasra Dena

Kabhi Is Taur Se Hansna
Ke Dunya Ko Rula Dena

Kabhi Is Rang Se Rona
Ke Khud Pe Muskura Dena

Main Teri Dastaras Chahun
Mujhe Aisi Dua Dena

Main Tera Barmla Mujrim
Mujhe Khul Kar Saza Dena

Main Tera Munfarid Sathi
Mujhe Hat Kar Jaza Dena

Mera Sar Sab Se Ooncha Hai
Mujhe Maqtal Naya Dena

Mujhe Acha Laga “Mohsin”
Ose Pa Kar Ganwa Dena

Friday, 29 July 2016

Khawb ankhon se gaye, neend raton se gayi, Woh geya to ese laga zindagi hathon se gayi, urdu poetry, alone poetry, bewafa poetry


Khawb ankhon se gaye, neend raton se gayi,
Woh geya to ese laga zindagi hathon se gayi,


Sookhay they phool tere janey ke baad,
Ab to khushbuu bhi kitaabon se gayi,

Tere aney se barhti thi jo raftaar dharkan ki,
Ab to rawaani bhi meri saanson se gayi,

Kis daur mein mohabbat ko ilzaam dete ho,
Jis daur mein hayaa bhi hijaabon se gayi..

Wednesday, 27 July 2016

Mujhe ab darr nahin lagta, kisi ke door jane se, Taluq toot jane se Kisi ke maan jaane se, Kisi ke rooth jaane se, Mujhe ab Darr nahin lagta, Sad urdu poetry, udas ghazal,


Mujhe ab darr nahin lagta
kisi ke door jane se


Taluq toot jane se
Kisi ke maan jaane se

Kisi ke rooth jaane se
Mujhe ab Darr nahin lagta

Kisi ko aazmane se
Kisi ke aazmane se

Kisi ko yaad rakhne se
Kisi ko bhool jaane se

Mujhe ab darr nahin lagta
Kisi ko chorr dene se

Kisi ke chorr jaane se
Shamma ko jalaane se

Shamma ko bhujaane se
Mujhe ab darr nahin lagta

Akele muskuraane se
Kabhi ansuu bahaane se

Na iss saare zamaane se
Haqeeqat se fasaane se

Mujhe ab darr nahin lagta
Kisi ki naa-rsaayi se

Kisi ki paa-rsaayi se
Kisi ki bewafaayi se

Kisi dukh intehaayi se
Mujhe ab darr nahin lagta

Na to iss paar rehne se
Na to uss paar rehne se

Na apni zindgaani se
Na ik din maut aane se

Mujhe ab darr nahin lagta..

Saturday, 16 July 2016

Ghairon ko bhala samjhe aur mujh ko bura jaana samjhe bhi to kya samjhe jaana bhi to kya jaana by meer mehdi majrooh


Ghairon ko bhala samjhe aur mujh ko bura jaana
samjhe bhi to kya samjhe jaana bhi to kya jaana


ik umer ke dukh paa.e sote hain faraghat se
ai ghalghala-e-mahshar hum ko na jaga jaana

kya yaar ki bad-khuui kya ghair ki bad-khvahi
sarmaya-e-sad-aafat hai dil hi ka aa jaana

kuch arz-e-tamanna men shikva na sitam ka tha
main ne to kaha kya tha aur aap ne kya jaana

chilman ka ulat jaana zahir ka bahana hai
unko to baha-surat ik jalva dikha jaana

hai haq ba-taraf uske chahe sai sitam kar le
usne dil-e-ashiq ko majbur-e-wafa jaana

majruh hue maa.il kis aafat-edauran per
ai hazrat-e-man tum ne dil bhi na laga jaana

                                          -By Meer Mehdi Majrooh

Sunday, 26 June 2016

Wo kehta hai suno Aemin mere dil ki tamanna hai, Keh ab jo Eid mai Aao Pehnna Zard rang jora, Tumhare Husan ko ye zard rang Takmeel bakhshega, Mai kehti hon mere dilbar zara tehro... urdu poetry by Syeda Aemin, best urdu poetry, very heart touching poetry,


Wo kehta hai suno Aeman
mere dil ki tamanna hai

وہ کہتا ہے سنو ایمن
میرے دل کی تمنا ہے 

Keh ab jo Eid mai Aao
Pehnna Zard rang jora
کہ اب جو عید میں آو 
پہننا زرد رنگ جوڑا

Tumhare Husan ko ye zard rang
Takmeel bakhshega..!!
تمہارے حسن کو یہ زرد رنگ
تکمیل بخشے گا!!

Mai kehti hon mere dilbar
zara tehro...
میں کہتی ہوں میرے دلبر 
زرا ٹہرو...

zara socho..
bare he zard chehray,
زرا سوچو ...
بڑے ہی زرد چہرے،

zard ankhein,
mai ne dekhi hain
زرد آنکهیں ،
میں نے دیکهی ہیں..

ye mere mulk mai
aik aisa gosha bhi hai
یہ میرے ملک میں 
ایک ایسا گوشہ بهی ہے 

Keh jis mai...
hazaaron log ghurbat se,
کہ جس میں ...
ہزاروں لوگ غربت سے،

Qehat saali se marte hain...
zara aik pal ko to socho
قحط سالی سے مرتے ہیں...
زرا ایک پل کو تو سوچو

Jahan pr pait ki dozakh ko bharne ko
nawala bhi nahi milta
جہاں پر پیٹ کی دوزخ کو بهرنے کو
نوالہ بهی نہیں ملتا

Jaha pr pyaas ki shiddat se marte
zard chehron ki pokarein
جہاں پر پیاس کی شدت سے مرتے
زرد چہروں کی پکاریں

Naa suni jaain..
waha pr Eid kesi ho?
نا سنی جائیں...
وہاں پر عید کیسی ہو؟

Kai Masoom bache
bhooke boorhe, yaad atay hain...
کئی معصوم بچے،
بهوکے بوڑهے، یاد آتے ہیں...

Mujhe ab zard Aanchal se bara he khof ata hai!!
wo kehta hai chalo choro
مجهے اب زرد آنچل سے بڑا ہی خوف آتا ہے!!
وہ کہتا ہے چلو چهوڑو..

magar itna suno jaanan
tumhari jheel aankhon ke
مگر اتنا سنو جاناں
تمہاری جهیل آنکهوں کے

tasavvar se he pagal hon...
keh ab jb Eid pr aao
تصور سے ہی پاگل ہوں...
کہ اب جب عید پر آو..

to apni bhuri aankhon mai
zara sa kajol laga lena...
تو اپنی بهوری آنکهوں میں
زرا کاجل لگا لینا...

mai chashme badd se darta hon!!
mai kehti hon, suno pagal!!
میں چشم بد سے ڈرتا ہوں!
میں کہتی ہوں سنو پاگل!!

ye darya jheel, nehron se
bari wehshat c hoti hai
یہ دریا،جهیل،نہروں سے
بڑی وحشت سی ہوتی ہے..

ab inka zikar mat karna
keh in mai bhooki maain
اب ان کا زکر مت کرنا...
کہ ان میں بهوکی مائیں،

majboor ho kar kudh jati hain
mai paani ke har aik qatre mai
مجبور ہوکر کود جاتی ہیں...
میں پانی کے ہر اک قطرے میں

inki cheekh sunti hoon
to aisi bhook se majboor maaon ki
ان کی چیخ سنتی ہوں...
تو ایسی بهوک سے مجبور ماوں کی

bhala phir Eid Kesay ho??
بهلا پهر عید کیسے ہو؟

ab unka zikar mat karna
meri aankhon ko ab unse
اب ان کا زکر مت کرنا...
میری آنکهوں کو اب ان سے

kabhi tashbeeh mat dena!!
کبهی تشبیہ مت دینا..!!

wo kehta hai zara surkhi
tum honton pr laga lena..
وہ کہتا ہے زرا سرخی
تم ہونٹوں پر لگا لینا...

Keh meri Eid ko rangeen
karne ka ye zariya hai
کہ میری عید کو رنگین
کرنے کا یہ زریعہ ہے..

mai kehti hon suno janan
tum bharham nahi hona...
میں کہتی ہوں سنو جاناں 
تم برہم نہیں ہونا ...

mere khayalat se
jazbat ko madham nahi karna...
میرے خیالات سے
جزبات کو مدہم نہیں کرنا...

magar meri nighaahon main
abhi bhi qaed hai wo manzar
مگر میری نگاہوں میں 
ابهی بهی قید ہے وہ منظر..

keh bache school ko nikle
kabhi wapis nahi ai...
کہ بچے اسکول کو نکلے..
کبهی واپس نہیں آئے..

wo inka khoon jo
mujasmon se nikla
وہ انکا خون جو 
جسموں سے نکلا،

farsh pr bikhra
wo in ke jism jo
فرش پر بکهرا..
وہ ان کے جسم جو 

liptay hoe thay surkh
maai mai...
لپٹے ہوئے تهے سرخ
مائع میں...

bhala mere ye lab s 
khoon se zyada surkh hain...
بهلا میرے یہ لب اس
خون سے زیادہ سرخ ہیں...؟

ye unki raah taktii maain
bhi kya Eid manati hain??
یہ ان کی راہ تکتی مائیں
بهی کیا عید مناتی ہیں؟

mujhe ab surkh laali se
bari takleef hoti hai
مجهے اب سرخ لالی سے 
بڑی تکلیف ہوتی ہے..

meri aankhon mai inke
khoon ki tasveer ubharti hai!!
میری آنکهوں میں ان کے
خوں کی تصویر ابهرتی ہے...!!

wo kehta hai
tumhe Eid ke tohfe main
وہ کہتا ہے 
تمہیں میں عید کے تحفے میں

ab ke khushbu laa donga
main kehti hoon bhala khushbu
اب کے خوشبو لا دونگا...
میں کہتی ہوں بهلا خوشبو

se mere watan ka bagheecha
phir se khelegaa?
سے میرے وطن کا باغیچہ
پهر سے کهلے گا؟

keh mere bagheechay se
barudh ki badbu ati hai
کہ میرے باغیچے سے
بارود کی بدبو آتی ہے...

nohat se be gunahon ka yaha par
khoon girta hai..
بہت سے بے گناہوں کا یہاں پر
خون گرتا ہے..

wo in ke khoon ki khushbu se
barh kar kya aziyat hai?
وہ ان کے خون کی خوشبو سے
بڑه کر کیا ازیت ہے؟

bhala in ke yateemon ki bhi Eidein
hum c hoti hain?
بهلا ان کے یتیموں کی بهی عیدیں 
ہم سی ہوتی ہیں؟...

wo kehta hai chalo tum kuch nahi karna
magar mehndi laga lena
وہ کہتا ہے چلو تم کچه نہیں کرنا 
مگر مہندئ لگا لینا...

keh meri Eid tumhari mehndi
ke bin adhori hai
کہ میری عید تمہاری مہندی
کے بن ادهوری ہے...

Mai kehti hon
kabhi dekha hai?
میں کہتی ہوں 
کبهی دیکها ہے ؟

us bewa ke haton ko
ke jis ke shohar ne factory main
jalto moat dekhi ho..?
اس بیوہ کے ہاتهوں کو...
کے جس کے شوہر نے فیکٹری میں
جلتی موت دیکهی ہو...؟ 

yaqeen mano mera ab churiyaan
mehndi, mohabat se nahi taaluq
یقین مانو میرا اب چوڑیاں،
مہندی،محبت سے نہیں تعلق..

mere khayalaat main ab bhookey bache
saans lete hain...
میرے خیالات میں اب بهوکے بچے 
سانس لیتے ہیں...

to un khayalaat mai mujhko batao
neend kese ho??
تو ان خیالات میں مجهکو بتاو
نیند کیسے ہو؟

keh in halaat se bezaar dil ki
EID KESE HO
کہ ان حالات سے بیزار دل کی
عید کیسے ہو؟
                                               -(Syeda Aemin)

Saturday, 25 June 2016

Porane ghar ko giraya to baap rone laga Khushi ne dil sa dukhaya to baap rone laga, sad urdu poetry,


Porane ghar ko giraya to baap rone laga
Khushi ne dil sa dukhaya to baap rone laga

پرانے گھر کو گرایا تو باپ رونے لگا
خوشی نے دِل سا دُکھایا تو باپ رونے لگا

ye rat khanste hain kooft hoti hai
bahu ne sab mai jataya to baap rone laga
یہ رات کھانستے رہتے ہیں کوفت ہوتی ہے
بہو نے سب میں جتایا تو باپ رونے لگا

kai azizon ke marne pe baap roya nahi
jo aaj na raha taya to baap rone laga
کئی عزیزوں کے مرنے پہ باپ رویا نہیں
جو آج نہ رہا تایا تو باپ رونے لگا

اَذان بیٹے کے کانوں میں دے رہا تھا میں
اَذان دیتے جو پایا تو باپ رونے لگا
.
جو اَمی نہ رہیں تو کیا ہُوا کہ ہم سب ہیں
جواب بن نہیں پایا تو باپ رونے لگا
.
ہزار بار اُسے روکا میں نے سگریٹ سے
جو آج چھین بجھایا تو باپ رونے لگا
.
بہن رَوانگی سے پہلے پیار لینے گئی
جو کچھ بھی دے نہیں پایا تو باپ رونے لگا
.
بٹھا کے رِکشے میں ، کل شب رَوانہ کرتے ہُوئے
دیا جو میں نے کرایہ تو باپ رونے لگا
.
طبیب کہتا تھا پاگل کو کچھ بھی یاد نہیں
گلے سے میں نے لگایا تو باپ رونے لگا
.
بہت سی لاشوں میں جذبے دَھڑکتے رِہتے ہیں
سر اُس کا میں نے دُھلایا تو باپ رونے لگا

نہ جانے قیسؔ نے کس جذبے سے یہ کیا لکھا
کہ جونہی پڑھ کے سنایا تو باپ رونے لگا

Khayal jiska tha mujhe, khayal mai mila mujhe sawaal ka jawab bhi, sawaal mai mila mujhe, sad poetry, urdu sad poetry, udas ghazal,


Khayal jiska tha mujhe, khayal mai mila mujhe
sawaal ka jawab bhi, sawaal mai mila mujhe

خیال جس کا تھا مجھے ، خیال میں ملا مجھے
سوال کا جواب بھی ، سوال میں ملا مجھے

Gaya to s tarah gaya, keh muddaton nahi mila
mila jo phir to youn keh wo, malaal mai mila mujhe
گیا تو اِس طرح گیا ، کہ مدتوں نہیں ملا
ملا جو پھر تو یوں کہ وہ ، ملال میں ملا مجھے

Saturday, 28 May 2016

Main tujh ko pukarun tu mera phir, jhumna behtar, tu mujh ko pukar uthy tu mujh py raqs wajib hai, urdu poetry by Kainat Ateeq


Main tujh ko pukarun tu mera phir, jhumna behtar,
tu mujh ko pukar uthy tu mujh py raqs wajib hai

Main aarhy tirchy khayal sochun K byirada kitab likhun, Koi shanasa ghazal tarashun, K ajnabi intsab likhun, poetry by Kainat Ateeq


Main aarhy tirchy khayal sochun
K byirada kitab likhun 


Koi shanasa ghazal tarashun 
K ajnabi intsab likhun 

Ganwa dun aik umar k zamany 
K aik pal hisab likhun 

Meri tabyat py munhasir hai 
Main jis tarah ka nisab likhun 

Ye mery apny mizaj pr hai 
Azab sochun sawab likhun 

Taweel tar hai safar tumhn kya?
main jee raha hun magar tumhn kya?

Magar tumhn kya k tum tu kab sy 
Mery irady ganwa chuky ho

jala k sary haroof apny
Meri duaen bujha chuky ho

Main raat orhun k subah pehnun 
Tum apni rasmen utha chuky ho

Suna hai sab kuch bhula chuky ho
Tu ab mery dil py jabar kesa?

Ye dil tu hadd sy guzar chuka hai
Guzar chuka hai magar tumhn kya?

Khizan ka mausum tehar chuka hai
Tehar chuka hai magar tumhn kya?

Maggar tumhn kya k is khizan main
main jis tarah k bhi khawab likhun

Thursday, 26 May 2016

Kal halki halki barish thi Kal sard hawa ka raks bhi tha Kal phool bhi khusboo se mehka mehka tha Kal un mein ap ka aks bhi tha, urdu poetry, urdu shairy, barish poetry, rain poetry,


Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka raks bhi tha


Kal phool bhi khusboo se mehka mehka tha
Kal un mein ap ka aks bhi tha

Kal badal gehre gehre the
Kal yaadein uljhi uljhi thin,

Aur 

Kal yaad buhat tum aye the
Kal yaad buhat tum aye the..!!

Tuesday, 3 May 2016

Meri Zindagi To Firaaq Hai, Wo Azal Se Dil Main Makeen Sahi Wo Nigaah-E-Shauq Se Door Hain, Rag-E-Jaan Se Laakh Qareen Sahi


Meri Zindagi To Firaaq Hai, Wo Azal Se Dil Main Makeen Sahi
Wo Nigaah-E-Shauq Se Door Hain, Rag-E-Jaan Se Laakh Qareen Sahi


Hamain Jaan Deni Hai Aik Din, Wo Kisi Tarah Wo Kaheen Sahi
Hamain Aap Khainchiye Daar Par, Jo Nahin Koi To Hameen Sahi

Sar-E-Toor Ho, Sar-E-Hashr Ho, Hamain Intezaar Qabool Hai
Wo Kabhi Milen,Wo Kahin Milen,Wo Kabhi Sahi, Wo Kaheen Sahi

Na Ho Un Pe Kuchh Mera Bass Nahin, Ke Ye Aashqi Hai Hawas Nahin
Main Unhi Ka Tha, Main Unhi Ka Hun, Wo Mere Nahin, To Nahin Sahi

Mujhe Bhaithne Ki Jagah Milay, Meri Aarzoo Ka Bharam Rahay
Teri Anjuman Men Agar Nahin, Teri Anjuman Ke Qareen Sahi

Tera Dar To Hum Ko Na Mil Saka, Teri Rahguzar Ki Zameen Sahi
Hamain Sajda Karne Se Kaam Hai, Jo Wahan Nahin To Yaheen Sahi

Meri Zindagi Ka Naseeb Hai, Nahin Door Mujh Se Qareeb Hai
Mujhe Uska Gham To Naseeb Hai, Wo Agar Nahin To Naheen Sahi

Jo Ho Faislaa Woh Sunaaiye, Use Hashr Par Na Uthaaiye
Jo Karainge Aap Sitam Wahan, Wo Abhi Sahi, Wo Yaheen Sahi

Unhen Dekhne Ki Jo Lou Lagi, To 'Naseer' Dekh Hi Lainge Hum
Wo Hazaar Aankh Se Door Hon, Wo Hazaar Pardah Nasheen Sahi

Main Ne Chaha Tha Zakhm Bhar Jain Zakhm Hi Zakhm Bhar Gaye Muj Main, urdu sad poetry, zakhmi dil poetry, bewafa poetry


Main Ne Chaha Tha Zakhm Bhar Jain
Zakhm Hi Zakhm Bhar Gaye Muj Main

Sunday, 10 April 2016

Aadat mujhe andheron say darne ki daal kar, Ek shakhs meri zindagi ko raat kar gaya , urdu bewafa poetry, sad urdu poetry,



Aadat mujhe andheron say darne ki daal kar,
Ek shakhs meri zindagi ko raat kar gaya  

Saturday, 12 March 2016

Mai kehti thi suno sahir mujhe tum se mohabbat hai wo bola jaan lelegi lagao mai shiddat hai, mai kehti thi chalo kaanbse keh kr maang lon tumko wo meri bat per chonka magr kuch bhi nahi bola, urdu ghazal, sahir poetry, best poetry of urdu,


Mai kehti thi suno sahir mujhe tum se mohabbat hai
wo bola jaan lelegi lagao mai shiddat hai
ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ، ﺳُﻨﻮ ﺳﺎﺣﺮ ﻣﺠﮭﮯ ﺗﻢ ﺳﮯ ﻣﺤﺒﺖ ﮨﮯ
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺟﺎﻥ ﻟﮯ ﻟﮯ ﮔﯽ ﻟﮕﺎﺅ ﻣﯿﮟ ﺟﻮ ﺷﺪّﺕ ﮨﮯ


mai kehti thi chalo kaanbse keh kr maang lon tumko
wo meri bat per chonka magr kuch bhi nahi bola
ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﭼﻠﻮ ﮐﺎﺗِﺐ ﺳﮯ ﮐﮩﮧ ﮐﺮ ﻣﺎﻧﮓ ﻟﻮﮞ ﺗﻢ ﮐﻮ
ﻭﮦ ﻣﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﭘﺮ ﭼﻮﻧﮑﺎ ﻣﮕﺮ ﮐﭽﮫ ﺑﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﻮﻻ

mai kehti thi dareechon per hawa ko kab bolaoge
wo bola jis lamhe omeed ki shamein jalaonga
ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﺩﺭﯾﭽﻮﮞ ﭘﺮ ﮨَﻮﺍ ﮐﻮ ﮐﺐ ﺑﻼﺅ ﮔﮯ؟
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺟﺲ ﻟﻤﺤﮯ ﺍُﻣﯿﺪ ﮐﯽ ﺷﻤﻌﯿﮟ ﺟﻼﺅﮞ ﮔﺎ

mai kehti thi keh mera shah mann ab kyu nahi milta
wo kehta tha keh ab darbaar dil ka jo nahi sajta
ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﮐﮧ ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺎﮦِ ﻣﻦ ﺍﺏ ﮐﯿﻮﮞ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﻠﺘﺎ
ﻭﮦ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﮐﮧ ﺍﺏ ﺩﺭﺑﺎﺭ ﺩﻝ ﮐﺎ ﺟﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﺠﺘﺎ

Mai kehti thi teri ankhein bhala kyu kaanch jesi hain'
Wo bola s liye jana keh pehlu mai tere utarti
ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﺗﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺑﮭﻼ ﮐﯿﻮﮞ ﮐﺎﻧﭻ ﺟﯿﺴﯽ ﮨﯿﮟ
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺍِﺱ ﻟﺌﮯ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﮐﮧ ﭘﮩﻠﻮ ﻣﯿﮟ ﺗﯿﺮﮮ ﺍﺗﺮﯾﮟ

Mai kehti thi mai shab bhar chand ke hamra chalti hon
wo bola rat bhar taray tab he jalte hain bujhte hain
ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﺷﺐ ﺑﮭﺮ ﭼﺎﻧﺪ ﮐﮯ ﮨﻤﺮﺍﮦ ﭼﻠﺘﯽ ﮨﻮﮞ
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺭﺍﺕ ﺑﮭﺮ ﺗﺎﺭﮮ ﺗﺒﮭﯽ ﺟﻠﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﺑﺠﮭﺘﮯ ﮨﯿﮟ

mai kehti thi junoon aur inteha ache nahi hote
wo bola in ke bin jazbe kabhi sache nahi hote
ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﺟُﻨﻮﮞ ﺍﻭﺭ ﺍﻧﺘﮩﺎ ﺍﭼﮭﮯ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﺗﮯ
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺍِﻥ ﮐﮯ ﺑﻦ ﺟﺬﺑﮯ ﮐﺒﮭﯽ ﺳﭽﮯ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﺗﮯ


ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺑﮯ ﭘﻨﺎﮦ ﯾﺎﺩﯾﮟ ﺗﯿﺮﯼ ﺩُﮐﮫ ﺩﺭﺩ ﮨﯿﮟ ﻣﯿﺮﺍ
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺭﺍﮦ ﭼﻠﺘﯽ ﯾﺎﺩﻭﮞ ﮐﻮ ﮐﯿﻮﮞ ﮔﮭﺮ ﺑُﻼﺗﮯ ﺗﮭﮯ؟

ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﭼﻠﻮ ﺍﺗﻨﺎ ﺗﻮ ﮨﻮﮔﺎ ﺩﺭﺩ ﮐﯽ ﺯﻧﺠﯿﺮ ﭨﻮﭨﮯ ﮔﯽ
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺧﻮﺍﺏِ ﺯﯾﺴﺖ ﮐﯽ ﺗﯿﺮﮮ ﺗﻌﺒﯿﺮ ﭨﻮﭨﮯ ﮔﯽ

ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﺗﻮ ﮐﯿﺎ ﯾﮧ ﻃﮯ ﮨﮯ ﻣﯿﺮﮮ ﺧﻮﺍﺏ ﺟﮭﻮﭨﮯ ﺗﮭﮯ؟
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﮨﺎﮞ ﯾﮩﯽ ﻃﮯ ﮨﮯ ﺗمہاﺭﮮ ﻟﻔﻆ ﺟﮭﻮﭨﮯ ﺗﮭﮯ

ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﮐﮧ ﻣﯿﺮﮮ ﺑﻌﺪ ﺗﻢ ﺗﻨﮩﺎ ﻧﮧ ﺭﮦ ﺟﺎﺅ؟
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺣﻠﻘﮧﺀ ﯾﺎﺭﺍﮞ ﺑﮩﺖ ﮨﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﺩﯾﻨﮯ ﮐﻮ

ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﺑﮩﺖ ﻣﻤﮑﻦ ﯾﮧ ﺩُﮐﮫ ﺟﺎﻥ ﻟﮯ ﺟﺎﺋﮯ
ﻭﮦ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﮐﺘﻨﺎ ﮨﮯ ﺩُﮐﮫ ﻣﯿﮟ ﺁﺯﻣﺎﺅﮞ ﮔﺎ

ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﮐﮩﻮ ﺍﺗﻨﺎ ﮐﮩﺎﮞ ﺗﮏ ﺁﺯﻣﺎﺅﮔﮯ؟
ﻭﮦ ﺑﻮﻻ ﺑﺲ ﻭﮨﺎﮞ ﺗﮏ، ﺟﺐ ﺗﻢ ﺍﭘﻨﯽ ﺟﺎﮞ ﺳﮯ ﺟﺎﺅﮔﮯ

ﭘﮭﺮ ﺍُﺱ ﮐﮯ ﺑﻌﺪ ﮐِﺘﻨﯽ ﺩﯾﺮ ﺗﮏ ﻣﯿﮟ ﮐُﭽﮫ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﻮﻟﯽ...

Saturday, 5 March 2016

Suno Tum jab mujhe yad atay ho mai tumhari timeline pe jati hon, Tumhari Tasveer dekhti hon Tumhare comments parhti hon,Zer.e.Lab muskurati hon Jahan kisi dosri larki ka, Like ya comment dekhti hon chonk jati hon



Suno...!!
Tum jab mujhe yad atay ho
mai tumhari timeline pe jati hon

ﺗﻢ ﺟﺐ ﻣﺠﮭﮯ ﯾﺎﺩ ﺁتے ﮨﻮ
ﻣﯿﮟ ﺗﻤﮩﺎﺭﯼ ﭨﺎﺋﻢ ﻻﺋﻦ ﭘﮧ ﺟﺎتی ﮨﻮﮞ .

Tumhari Tasveer dekhti hon
Tumhare comments parhti hon
ﺗﻤﮩﺎﺭﯼ ﺗﺼﻮﯾﺮ ﺩیکھتی ﮨﻮﮞ
ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﮐﻤﻨﭩﺲ ﭘﮍھتی ہوں

Zer.e.Lab muskurati hon
Jahan kisi dosri larki ka
ﺯﯾﺮِ ﻟﺐ ﻣﺴﮑﺮﺍتی ﮨﻮﮞ .
ﺟﮩﺎﮞ ﮐﺴﯽ ﺩﻭﺳﺮﯼ ﻟﮍکی ﮐﺎ

Like ya comment dekhti hon
chonk jati hon
ﻻﺋﮏ ﯾﺎ ﮐﻤﻨﭧ ﺩﯾﮑﻬﻮﮞ
ﭼﻮﻧﮏ ﺟﺎتی ﮨﻮﮞ

Phir mai pagalon ki tarah s larki ki timeline dekhti hon
Tum ne uski kon kon c
ﭘﻬﺮ ﻣﯿﮟ ﭘﺎﮔﻠﻮﮞ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺍﺱ ﻟﮍکی ﮐﯽ ﭨﺎﺋﻢ ﻻﺋﻦ ﺩیکھتی ہوں
ﺗﻢ ﻧﮯ ﺍﺱ ﮐﯽ ﮐﻮﻥ ﮐﻮﻥ ﺳﯽ

Tasveer like ki hai
Tumhara aik aik lafz mere dil
ﺗﺼﻮﯾﺮ ﻻﺋﮏ ﮐﯽ ﮨﮯ .
ﺗﻤﮩﺎﺭﺍ ﺍﯾﮏ ﺍﯾﮏ ﻟﻔﻆ ﻣﯿﺮﮮ ﺩﻝ

pe garr jata hai
mai apne ansu apni palko mai chupa leti hon
ﭘﮧ ﮔﮍ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ .
ﻣﯿﮟ ﺍﭘﻨﮯ ﺁﻧﺴﻮ ﺍﭘﻨﯽ ﭘﻠﮑﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﭼﻬﭙﺎ لیتی ﮨﻮﮞ .

Aksar youn bhi hota hai mai
message type kar ke ghanton
ﺍﮐﺜﺮ ﯾﻮﮞ ﺑﻬﯽ ﮨﻮﺗﺎ ﮨﮯ ﻣﯿﮟ ﺍﯾﮏ
ﻣﯿﺴﺞ ﭨﺎﺋﭗ ﮐﺮﮐﮯ ﮔﮭﻨﭩﻮﮞ

Bethi rehti hon apni anaa ke pallu pakarti hon
بیٹهی رہتی ﮨﻮﮞ ﺍﭘﻨﯽ ﺍﻧﺎ ﮐﮯ
ﭘﺎﻭﮞ ﭘﮑﮍتی ﮨﻮﮞ

keh wo aik bar tum ko wapis bola lene de
meri anaa mere hat zor se jhatakti hai muskurati hai
ﮐﮧ ﻭﮦ ﺍﯾﮏ ﺑﺎﺭ ﺗﻢ ﮐﻮ ﻭﺍﭘﺲ ﺑﻼ ﻟﯿﻨﮯ ﺩﮮ
ﻣﯿﺮﯼ ﺍﻧﺎ ﻣﯿﺮﮮ ﮨﺎﺗﮫ ﺯﻭﺭ ﺳﮯ جھٹکتی ﮨﮯﻣﺴﮑﺮﺍتی ﮨﮯ

aur nafi mai sir hila deti hai
mai jalti ankhon aur solagte dil ke sath
ﺍﻭﺭ ﻧﻔﯽ ﻣﯿﮟ ﺳﺮ ﮨﻼ ﺩیتی ﮨﮯ
ﻣﯿﮟ ﺟﻠﺘﯽ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﺍﻭﺭ ﺳﻠﮕﺘﮯ
ﺩﻝ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ

Logout kar deti hon
dosre din bhi jb tum yad atay ho
ﻟﻮﮒ ﺁﺅﭦ ﮐﺮﺩیتی ﮨﻮﮞ
ﺩﻭﺳﺮﮮ ﺩﻥ ﺑﻬﯽ ﺟﺐ ﺗﻢ ﯾﺎﺩ ﺁﻭ

mai yehi mamool duhrati hon
isee omeed pe keh aik din main
ﻣﯿﮟ ﯾﮩﯽ ﻣﻌﻤﻮﻝ ﺩﮨﺮﺍتی ﮨﻮﮞ
ﺍﺳﯽ ﺍﻣﯿﺪ ﭘﮧ ﮐﮧ ﺍﯾﮏ ﺩﻥ ﻣﯿﮟ

apni anaa se jeet jaongi
aur tumko wapis bola longi
ﺍﭘﻨﯽ ﺍﻧﺎ ﺳﮯ ﺟﯿﺖ ﺟﺎﻭﮞ گی...
ﺍﻭﺭ ﺗﻢ ﮐﻮ ﻭﺍﭘﺲ ﺑﻼﻟﻮﮞ گی...

Friday, 26 February 2016

Ruko to tum ko batain, wo itne nazuk hain kali akele uthain, wo itne nazuk hain, tabeeb ne kaha, gar rang gora rakhna hai to chandni se bachain, wo itne nazuk hain, urdu ghazal, beautiful ghazal, best urdu ghazal


Ruko to tum ko batain, wo itne nazuk hain
kali akele uthain, wo itne nazuk hain
رُکو تو تم کو بتائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں
کلی اَکیلے اُٹھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

tabeeb ne kaha, gar rang gora rakhna hai
to chandni se bachain, wo itne nazuk hain
طبیب نے کہا ، گر رَنگ گورا رَکھنا ہے
تو چاندنی سے بچائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

wo badalon pe kamar seedhi rakhne ko soein
kiran ka takiya banain, wo itne nazuk hain
وُہ بادلوں پہ کمر سیدھی رَکھنے کو سوئیں
کرن کا تکیہ بنائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ نیند کے لیے شبنم کی قرص بھی صاحب
بغیر پانی نہ کھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

بدن کو چومیں جو بادل تو غسل ہوتا ہے
دَھنک سے غازہ لگائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ دو قدم بھی چلیں پانی پہ تو چھالے دیکھ
گھٹائیں گود اُٹھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

کلی چٹکنے کی گونجے صدا تو نازُک ہاتھ
حسین کانوں پہ لائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

پسینہ آئے تو دو تتلیاں قریب آ کر
پروں کو سُر میں ہلائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

ہَوائی بوسہ پری نے دِیا ، بنا ڈِمپل
خیال جسم دَبائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ گھپ اَندھیرے میں خیرہ نگاہ بیٹھے ہیں
اَب اور ہم کیا بجھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ گیت گائیں تو ہونٹوں پہ نیل پڑ جائیں
سخن پہ پہرے بٹھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

جناب کانٹا نہیں پنکھڑی چبھی ہے اُنہیں
گھٹا کی پالکی لائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

کبوتروں سے کراتے ہیں آپ جو جو کام
وُہ تتلیوں سے کرائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ پانچ خط لکھیں تو ’’شکریہ‘‘ کا لفظ بنے
ذِرا حساب لگائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

گواہی دینے وُہ جاتے تو ہیں پر اُن کی جگہ
قسم بھی لوگ اُٹھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

ہر ایک کام کو ’’مختارِ خاص‘‘ رَکھتے ہیں
سو عشق خود نہ لڑائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ سانس لیتے ہیں تو اُس سے سانس چڑھتا ہے
سو رَقص کیسے دِکھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

بس اِس دلیل پہ کرتے نہیں وُہ سالگرہ
کہ شمع کیسے بجھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

اُتار دیتے ہیں بالائی سادہ پانی کی
پھر اُس میں پانی ملائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ سیر ، صبح کی کرتے ہیں خواب میں چل کر
وَزن کو سو کے گھٹائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

کلی کو سونگھیں تو خوشبو سے پیٹ بھر جائے
نہار منہ یہی کھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وَزن گھٹانے کا نسخہ بتائیں کانٹوں کو
پھر اُن کو چل کے دِکھائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ دَھڑکنوں کی دَھمک سے لرزنے لگتے ہیں
گلے سے کیسے لگائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

نزاکت ایسی کہ جگنو سے ہاتھ جل جائے
جلے پہ اَبر لگائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

حنا لگائیں تو ہاتھ اُن کے بھاری ہو جائیں
سو پاؤں پر نہ لگائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ تِل کے بوجھ سے بے ہوش ہو گئے اِک دِن
سہارا دے کے چلائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

کل اَپنے سائے سے وُہ اِلتماس کرتے تھے
مزید پاس نہ آئیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

وُہ تھک کے چُور سے ہو جاتے ہیں خدارا اُنہیں
خیال میں بھی نہ لائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

پری نے پیار سے اَنگڑائی روک دی اُن کی
کہ آپ ٹوٹ نہ جائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں

غزل وُہ پڑھتے ہی یہ کہہ کے قیس رُوٹھ گئے

کہ نازُکی تو بتائیں ، وُہ اِتنے نازُک ہیں...