Wo eenton ki wiktein, wo toota sa balla, wo galliyoon ki ronaq, wo apna mohalla wo jaibon mai sikkay machatay thay shor ameeri ke din wo, wo matti ka galla, bachpan ke din,
Wo eenton ki wiktein, wo toota sa balla, wo galliyoon ki ronaq, wo apna mohalla wo jaibon mai sikkay machatay thay shor ameeri ke din wo, wo matti ka galla aey bachpan bta tu kahaan kho gaya hai ya keh de tu ab "bara" ho gaya hai
No comments:
Post a Comment