Tuesday, 31 December 2013
Ek toota Howa shesha Hon utha Kar Rakh lo, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry, Romantic Poetry,
Ek toota Howa shesha Hon utha Kar Rakh lo
Kaam Aonga Mujhe Ghar Main Saja Kar Rakh Lo,
Meri Halat Pe Hanste Hain Zamane Wale
Aise Aalam main Mujhe Apna Bana Kar Rakh Lo,
Main Bhi Ek Phool Ho Jaon Ga Patti Patti
Tum Utha Kar Mujhe Guldano Main Saja Kar Rakh Lo,
Yaad Rakhna K Main Tanhai Main Kaam Aaonga
Main Khilona Hon Mujhe Sab Se Chupa Kar Rakh Lo,
Hum Nahi Pas To Tum Kun Ho Pareshan
Hamari Tasveer ko Seene Se Laga Kar Rakh Lo,
Monday, 30 December 2013
Ojhal sahi nigah se, dooba nhi hu main, Aey Rat khbrdar k Hara nhi hu main, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry
Ojhal sahi nigah se, dooba nhi hu main,
Aey Rat khbrdar k Hara nhi hu main,
Darpesh Subh-o-Sham yhi kash'makash hai ab,
Us ka bano'n main kaise k apna nahi hun main,
Mujh ko Farishta hone ka dawa nhi magr,
Jitna bura samjhte ho utna nahi hun main.
Is trha pher pher k baate'n na keejiye,
Lehje ka rukh smjhta hu bacha nhi hu main,
Mumkin nhi hai mujh se ye Tarz e Munafqat,
Dunya tere mizaj ka banda nhi hu main
Meri ankhon mai nami ka hi sama rehta hai, Sad Urdu Poetry, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry
Meri ankhon mai nami ka hi sama rehta hai
Dil mai ek dard jo muddat se jawan rehta hai
میری آنکھوں میں نمی کا ہی سماں رہتا ہے
دِل میں اِک درد جو مدت سے جواں رہتا ہے
وہ جو کہتا تھا کہ بچھڑے گے تو مر جائیں گے
اب یہ معلوم نہیں ہے وہ کہاں رہتا ہے
ایک اُس کو میری چاہت کی ضرورت نہ رہی
ورنہ میرا تو طلبگار سارا جہاں رہتا ہے
وہ سمجھتا ہے کہ میں بھول گیا ہوں اُس کو
خود سے بھی ذیادہ مجھے جِس کا دھیاں رہتا ہے
یوں اُداسی میرے سر پر ہے مسلسل
جیسے دِل پر کوئی زخموں کا نِشاں رہتا ہے
Waqt bhi rehta mere sath agar tum kehte, han badal jate ye jazbat agr tum kehte, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry,
Waqt bhi rehta mere sath agar tum kehte
han badal jate ye jazbat agr tum kehte
وقت بھی رہتا میرے ساتھ اگر تُم کہتے
ہاں بدل جاتے یہ جذبات اگر تُم کہتے
میں نے تو چاہا تھا پھِر پیار کا سورج چمکے
زندگی میں ہوتی نہ یوں رات اگر تُم کہتے
منزِل مشکِل تو نہ تھی اپنی ، گزر ہی جاتی
رہتا ہاتھوں میں تیرا ہاتھ اگر تُم کہتے
تُم نے کیوں چھوڑ دیا ہم کو محبت کرکے
لوگ یوں کرتے نہ پھِر بات اگر تُم کہتے
بھیگی پلکوں کا تقاضہ ہے اُسے یہ کہ دو
رُک بھی سکتی تھی یہ برسات اگر تُم کہتے
Zahir Kisi surat bhi kahin naam na karna, By Mohsin Naqvi, Best Ghazal of Mohsin Naqvi, Mohsin Poetry
Zahir Kisi surat bhi kahin naam na karna
Hain Log Bohat Khaas, Hame Aam na karna
ظاہِر کِسی صورت بھی کہیں نام نہ کرنا
ہیں لوگ بہت خاص ، ہمیں عام نہ کرنا
جانے کی اِجازت تو دے دیتے ہیں لیکِن
رستے میں کہیں آتے ہوئے شام نہ کرنا
کچھ روز سے یہ حال ہے فُرقت میں تُمہاری
بیکار پڑے رہنا ، کوئی کام نہ کرنا
ہم بھی نہ دیکھے گے ، سرِ راہِ غریباں
تُم بھی میرے وعدوں کو سرِ عام نہ کرنا
یادوں کا نشہ ہوش اُڑا دیتا ہے مُحسن
ساقی سے کہو سامنے اب جام نہ کرنا ،،،،
محسن نقوی
Aam hai koocha o bazar mai sarkar ki baat, Ab sar e raah bhi hoti hai, sardar ki baat, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry,
Aam hai koocha o bazar mai sarkar ki baat
Ab sar e raah bhi hoti hai, sardar ki baat
عام ھے کوچہ و بازار میں سرکار کی بات
اب سر راہ بھی ھوتی ھے ، سردار کی بات
ھم جو کرتے ھیں کہیں مصر کے بازار کی بات
لوگ پا لیتے ھیں یوسف کے خریدار کی بات
مدتوں لب پہ رھی نرگس بیمار کی بات
کیجیئے اہل چمن ، اب خلش خار کی بات
غنچے دل تنگ ،ھوا بند ، نشیمن ویراں
باعث مرگ ھے مرے لیے غم خوار کی بات
بوئے گل لے کے صبا کنج قفس تک پہنچی
لاکھ پردوں میں بھی پھیلی شب گلزار کی بات
زندگی درد میں ڈوبی ھوئی لے ھے راہی
ایسے عالم میں کسے یاد رھے پیار کی بات
BUS DUA KARNA MERE LIYE, KUCH DIN JEE LON TERE LIYE, December Poetry, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals, Love Shayari,
BUS DUA KARNA MERE LIYE
KUCH DIN JEE LON TERE LIYE,
Sans Chale Sath Sath ,,
Mere Hath Me Ho Tera Hanth,,
Meri Hr Khushi Tere Liye..!
Tera Hr Dukh Ho Mere Liye..!
Mehsos Ho Yahi Tamam Umer,,
Tum Jee Rahe Ho Mere Liye..!
Me Jee Rahi Hn Tere Liye ..!
Keh Dena Zamane Bhar Se..!
K Tum Ho Mere Liye..!
Me Hon Tere Liye..!
BUS DUA KARNA MERE LIYE
KUCH DIN JEE LON TERE LIYE
Sunday, 29 December 2013
Is Dard k Baad Koi Dard Dard Nahi Lagta, Sad Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Images Poetry, Sad Poetry, Poetry with Images,
Is Dard k Baad Koi Dard Dard Nahi Lagta
Ke Shidat-e-Dard Ki Inteha Hoti hai Mohabbat
Nahi Uththi Wo AAnkhain Phir kisi Pe
Ke Jin Aankhon Mein Fana Hoti hai Mohabbat
Umer Bher Jinka Aazala Na Ker Payen
Bas Aik Aesi Hi Khata Hoti Hai Mohabbat
Jo Mil Jaye To Phir Bas Kya Kehna
Werna Aik Musalsel Saza Hoti Hai Mohabbat
Log Mujhse Har Bar Yehi Pochte Hain
Tum Ne Uss Mein Dekha Kya?
Mein Her Baar Yehi Kehta Hon
Bewajah Hoti Hai Mohabbat
Saturday, 28 December 2013
Tere Intezar ki Rait par, Koi lafz maine likha na tha, Koi harf maine kaha na tha, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals
Tere Intezar ki Rait par
Koi lafz maine likha na tha,
Koi harf maine kaha na tha,
Koi khwab maine chuna na tha,
ISI INTEZAR KI RAIT PAR
Meri arzu ke gulab thai,
Meri justoju ke sehrab thai,
Sabhi chahton ke jawab thai,
Sabhi hasraten wo kahan gayen,
Teri chahten wo kahan gayen,
Mere humnasheen mere humnawa,
Mai palat ke shyad na aa sakon,
ISI INTEZAR KI RAIT PAR
Main bikhar gaya hon hawaon main,
Mujhe yaad rakhna Duaon main,
Haqeeqat Aashna Mere, Tujhe Shayad Khabar Hogi, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals
Haqeeqat Aashna Mere
Tujhe Shayad Khabar Hogi
Mujhe Teri Muhabbat Ne
Bohat Buzdil Bana Dala
Main Har Us Shay Se Darta Hon
Tujhe Jo Cheen Sakti Hai
Main Un Lamhon Se Darta Hon
Judayi Jin main Rehti Hai
Main Un Ashkon Se Darta Hon
Jo Ban Kar Yaad Behte Hon
Main Un Lafzon Se Darta Hon
Jo Kamoshi Main Rehte Hain
Bicharne KI Mere Hum Dum
Main har surat se darta hun
Tujhy shayad khaber hogi
mujhy teri muhabat ne
Bohat buzdil bana dala
Ab Agar Aao Tu jane Ke Liye Mat Aana, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals
Ab Agar Aao Tu jane Ke Liye Mat Aana
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana
Maine Palkon Pe Tamanayen Saja Rakhi Hain
Dil Main Umeed Ki Shammain Jala Rakhi Hain
Pyar Ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai
Chahne Walon Ki Takdeer Badal Sakti Hai
Tum Ho Bebas Ye Batane Ke Liye Mat Aana
Ab Tum Aana Jo Tumhe Mujse Muhabbat Hai Koi
Mujhse Milne Ki Agar Tumko Bhi Chahat Hai Koi
Tum Koi Rasm Nibhane Ke Liye Mat Aana
Ab Agar Aao To Janey Ke Liye Mat Aana
Ab Teri Yaad Se Wehshat Nahi Hoti Mujhko, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sad Urdu Poetry,
Ab Teri Yaad Se Wehshat Nahi Hoti Mujhko
Zakham Khulte Hain Aziyat Nahi Hoti Mujhko
Ab Koi Aaye Chala Jaye Main Khush Rehta Hon
Ab Kisi Shaks Ki Aadat Nahi Hoti Mujhko
Aisa Badla Hoon Tere Shehar Ka Pani Pe Ker
Jhoot Bolon To Nadamat Nahi Hoti Mujhko
Hai Amanat Main Khayanat So Kisi Ki Khatir
Koi Marta Hai To Hairat Nahi Hoti Mujhko
Itna Masroof Hoon Jeene Ki Hawas Main
Sans Lene Ki Bhi Fursat Nahi Hoti Mujhko
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko, Main Wapis Loot Jata Hoon, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sad Urdu Poetry,
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko
Main Wapis Loot Jata Hoon
Tumhain Manzil Mubarak Ho
Nai Rahein Mubarak Hoon
Magar Phir Ae Mere Humdum
Mujhe Itna To Btla Do
K Wapis Kiss Taraf Joun
Kahan Se Sath Lai Thay
Mujhe Itna To Smjha Do
Agar Aisa Nahi Mumkin
To Mujh Ko Is Trha Toro
K Mai Yaksar Bikhar Jaon
Bhatakne Se To Behter Hai
Tumhary Pass Mar Jaon
Apni Baaton Main Mere Naam Ke Hawale Rakhna, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals, Love Shayari,
Apni Baaton Main Mere Naam Ke Hawale Rakhna
Mujh Se Door Ho To Khud Ko Sambhale Rakhna
Log Pochenge Kyun Preshan Ho Tum
Kuch Nigahon Se Kehna Zubaan Pe Taale Rakhna
Na Khone Dena Mere Beete Lamhon Ko
Meri Yaadon Ko Bare Pyar Se Sambhale Rakhna
Tum Loat Aaogay Itna Yaqeen Hai Mujh Ko
Mere Liye Kuch Waqt Nikale Rakhna
Hum Ne Kuch Naya Dekha Hai Tum Mai Phir
Mere Liye Apne Andaaz Purane Rakhna
Friday, 27 December 2013
Zakham Jaltay rahay rat Dhalti rahi, Gham machltay rahay rat Dhalti rahi, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals,
Zakham Jaltay rahay rat Dhalti rahi
Gham machltay rahay rat Dhalti rahi
Chand tanha tha shayad esi wastay
Hum b chaltay rahay raat Dhalti rahi
Teri yaadon ny mujko na Jalnay diya
Bus sulgtay rahay raat Dhalti rahi
Jaam Hathon main lay Kar teri yaad K
Hum bhataKtay rahay raat Dhalti rahi
Patharon ny suna Jab Humary dard Ko
wo pighaltay rahay raat Dhalti rahi.
Chalo ab so hi jayen hum, Keh tum sapno mai aao gay, Good Night Poetry, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals,
Chalo ab so hi jayen hum,
Keh tum sapno mai aao gay,
Hamen phir se manao gay,
Or hum b maan jaein gay,
Magar ye bhi zara socho,
Agr my so gaya aisy,
Keh phir jo Uth na paon may,
Tu kya tum so bhi pao gay?
Aray pagal zara socho,
Meri batein meri yaaden,
Tumhen sone nahi dein gi,
Kisi ka b zamane may,
Kbi hony nahi dein gi,
Suno may sony jata hon, k tum sapnon may aa jana,
Chalo ab so hi jaein hum,
K tum sapn0n may aao gy
Phenomenal Woman by Maya Angelou, Pretty women wonder where my secret lies, English Poetry, Best English Poetry
Pretty women wonder where my secret lies.
I'm not cute or built to suit a fashion model's size
But when I start to tell them,
They think I'm telling lies.
I say,
It's in the reach of my arms
The span of my hips,
The stride of my step,
The curl of my lips.
I'm a woman
Phenomenally.
Phenomenal woman,
That's me.
I walk into a room
Just as cool as you please,
And to a man,
The fellows stand or
Fall down on their knees.
Then they swarm around me,
A hive of honey bees.
I say,
It's the fire in my eyes,
And the flash of my teeth,
The swing in my waist,
And the joy in my feet.
I'm a woman
Phenomenally.
Phenomenal woman,
That's me.
Men themselves have wondered
What they see in me.
They try so much
But they can't touch
My inner mystery.
When I try to show them
They say they still can't see.
I say,
It's in the arch of my back,
The sun of my smile,
The ride of my breasts,
The grace of my style.
I'm a woman
Phenomenally.
Phenomenal woman,
That's me.
Now you understand
Just why my head's not bowed.
I don't shout or jump about
Or have to talk real loud.
When you see me passing
It ought to make you proud.
I say,
It's in the click of my heels,
The bend of my hair,
the palm of my hand,
The need of my care,
'Cause I'm a woman
Phenomenally.
Phenomenal woman,
That's me.
Maya Angelou
Thursday, 26 December 2013
ma jarrawe awo hum krre ma pase handa janana, da de wafa da ko jada da ko ada janana, by jangrez khan sarhadi tangi
ma jarrawe awo hum krre ma pase handa janana
da de wafa da ko jada da ko ada janana
da nan ragale ragale yem galti hyr da inasana kegi
ko zrra me chwi dalta ke ra ba na sham bya janana
daa sta 6 hara wada tera pa saba saba shi
da sta saba ra na ghe ter sho der saba janana
haga ba hpal manzal ta rasi ko har somra gran v
da cha sara 6 vi da mor awo plar dowa janana
mena nafrat lare kawi tal handagane weshi
ta jorra karre trena wale da bala janana
raqeb gamaz ho mena nakrri mena na pejani
nor kar yay sa de jangawi ba ma awo ta janana
dere mode ko manyaz ke tere shi badal ba na sham
haga shadal badal "JANGREZ" ba yema sta janana
Sbar Sakoon Ao itmenaan Me BeLo, Janan Me Ogato Kho Zaan Me BeLo, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Sbar Sakoon Ao itmenaan Me BeLo,
Janan Me Ogato Kho Zaan Me BeLo
Da So Rangeeno Shaan Lamho Pa LaaLach,
Sam iBaadat Wo Pa Shetan Me BeLo
Sa Pa KmZarfo Jawargaro Pekh Shom,
Zaan Me Pe BeLo, Kho Arzan Me BeLo
Sa Me HaseL KraL Da Janaan Da Koosey,
Deedan Me Ukro Kho Grewaan Me BeLo
Sa Che Gatey, Sa Ba BeLey Zarrgiya,
ManzaL Me Ogato Karwaan Me BeLo
Pa "Ghani" me oskal pa khanda ye owel,
Lazzat ye der wo kho IMAN me belo...
GULA GONA RANA SA SHWE MA PA SA JARRAWE, PA WEHA PREGDA OS ME HA PA HOOB ODA JARRAWE, Pashto Poetry,
GULA GONA RANA SA SHWE MA PA SA JARRAWE
PA WEHA PREGDA OS ME HA PA HOOB ODA JARRAWE
GAMAAZ RAQEB BILTON HO HASE PA NAMA BADNAAM DI
6 SOMRA JARRAMA JANANA DA ME TA JARRA WE
TOPAK DE CHA PASE RAGASTE DE DA CHA DARKARRE
HPAL ROR PE WAJNE DA HPAL ROR HKULE WARRA JARRAWE
MONGA QALAAM GOHTE DA AMAN RORWALY DA PARA
TA PA BARODO ME DA GUL GUL POHTANA JARRAWE
1 WARAZ BA RASHI STA ZULMONA BA DA ZORA PROZI
TAR SO BA DAASE ARMANAONA ME DA ZRRA JARRAWE
KHULA ME DE MATTA SHI 6 STA NAMA PE BYA WAHLAMA
NOR BA TA PA MINA KE ME NA JARRAWE
Ta che warra we ta ba khatto na perry kawaly, Za hum shaitan wom ma ba har wakht sta pekhe kawaly, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Ta che warra we ta ba khatto na perry kawaly,
Za hum shaitan wom ma ba har wakht sta pekhe kawaly.
Che tola wraz ba sam pa lobo bandi starre sho no,
Bya maskhutan ke ba mo nyaa rata qese kawale.
Sa sadagan wo yarani mo pejandaly charta,
Mung ba ela bela chendro bandi laanje kawaly.
Yarano za kho sa da os na shairy na kawom,
Za che mashum wom ma ba hagha wakht tapy kawaly.
Da patpatoni yao makham rata os hum yadige,
Che darna pat shom ta "Ghani... Ghani" naary kawaly...
Na Pa Hussan Na Pa Naaz Aw Ada Kegi, Mena Zrra Ke Wi Da Zrra Pa Raza Kegi, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Na Pa Hussan Na Pa Naaz Aw Ada Kegi
Mena Zrra Ke Wi Da Zrra Pa Raza Kegi
Kha Pohegam Che Sta Zrra Hum Meena Ghwarri
Kho Sta Makh Na Me Da Stargo Haya Kegi
Lewani Na Yo Da Mene Talabgar Yo
Wali Mong Pore Da Hr Cha Khanda Kegi
Che Pa Zrra Ke Da Janan Mena Rikhtya V
Pa Badal Da Wafa Hala Wafa Kegi
Da Saba Neta Che Kala Janan Rakrri
Hagha Shpa Pa Ma Bya Kala Saba Kegi
A Ghani Ta Nor Sa Ghwari Da KHUDAYA
Sta Jarra Sara Janan Pa Jarra Kegi.
Che las ye darkro no sta yar kho na sho, Pa lara teer shwalo esar kho na sho, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Che las ye darkro no sta yar kho na sho,
Pa lara teer shwalo esar kho na sho.
Taa ba che domra pre nazona kawal,
Nan de pa sakhta ke pakar kho na sho.
Tash rata khanday pa khula hes na wai
Dagha da mene sa iqrar kho na sho.
Che me yaw gul hum pa naseb ke na wo,
Zama da para sa bahar kho na sho.
Che yar de nan peka peka day Grana,
Warpase sta dazra azar kho na sho.
Daroghjan Yam, Daroghjan Yam, Da Da Qasta Kom Faryaad, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Daroghjan Yam , Daroghjan Yam
Da Da Qasta Kom Faryaad
Ne Yam Tang Ze Da Dey Orra
Ze Pa Dey Yama Abaad
Ze Ba De La Khaashak Goram
Ko Bagheichaa Ko Bayabann Wey
Ze Ba Darta Logey Koma
Ko Zwani Wey Ko Janan Wey
Dey Zama Pa Wena Payeeei
Ze Da Dey Pa Lambo Payam
Che Dey Ne Ye , Da Khawrrooo Toop Wey
Pand Khazala Da Deraan Wey
Lewaney yam , Lewaney Yam
Ne Me Sar Shta , Ne Saman
Ne Pa Mena Mastai Poh Shom
Ne Pa Sood Ne Pa Ziyan
Ko Qadam Akhlam Nu Ghorzegam
Ko Odreygam Nu Tawaan
Swaza Swaza , Khanda Khanda
Jara Jara Da Dunya Da !!
Maa lidali da ferang khkuli jaazuna, Chey Daa laanday thray ghurzand wakhi sinduna, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Maa lidali da ferang khkuli jaazuna
Chey Daa laanday thray ghurzand wakhi sinduna
Maa lidali mahaluna da london
Jinakay mastay azaaday gulbadan
Maa lidali da Italy khkuli khaaruna
Sra ye angur, sra ye sharab, aw sra ye guluna
Maa lidali da Paris khaa pairay khkulay
Pa kirdaar, gufthaar khwagay laka balbalay
Maa lidalay Tajmahal ghutay da gulo
Da delhi khkuli khaaruna da Mugholo
Maa lidali America kay deer khaaruna
Chay waryazo tha ye rasee makaa nuna
Kho chay wowinam daa khpal da khato kor
Raana heer shee mahaluna khaistha nor
Daa naray thangay koosay zamaa da kali
Wartha sada di da dunya khaaruna khkuli
Chay kharh makhay wror Pakhtun sinay la darshi
Darna hair ba tol khaayisth da bahrobar shi
Khudaya shukar chay paida de da de qaaam kram
Da pakhtun da nar wajud de yaw andaam kram
Sa ba kram da London loi mahaluna
Da Paris jinai khaistha Rome guluna
Pa Wallah chay da Janatha ba sham sthun
Chay kanzal pakay waw nawram da Patkhun
Da sparli shapa wa masta mastana, Stori Kedal dyr rookhan rookhana, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Da sparli shapa wa masta mastanaa
Stori Kedal dyr rookhan rookhana
Spogmai walara wa khukaley hairanaa
Lewani Swal wakro da khapal Jananaa
Rana me pohey la da la MakaNaa raa
Masti me stargo la da khapala zana Raa
Da khapala zana yara , Da khapala zana
Lewani Swal wakro da khapal JanaNaa
Nagaha Barq sho Daryab da noor Raghey
Ce pa mastai raghey , ce pa ghoror raghey
Hasti Shova Gungai , masti gongyana
Lewani Swal wakro da khapal Jananaa
da che za zaan lewanay kram, da za tang shom da akhpal zana, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
da che za zaan lewanay kram
da za tang shom da akhpal zana
Sheikh Baba Rata Lgya De
Masale Kree Da Azab
Why Za Ho dlta phe azab yem
dha akhpal khud ow da ehsasa
zka kla phe sajda shom
kla woskma sharab
che chapera nazer wokram
khma pht ow hakara za yem
ma jhor krey boot khana da
ma jhor krey de mehrab.
meena meena meena sh da
da ashiq weena satal de
che majnoon zan la ashiq sho
zan kroo khana kharab
da adooke me ghoreengee
ow da zra me rata why
che aher ba sook ochat kree
da janan da mkh niqab
da che za zaan lewanay kram
da za tang shom da akhpal zana
Wrana daa duniya ka RABBA, bala duniya jorra ka, Pashtu Poetry by Ghani Khan Baba, Ghani Khan Poetry, Khan Baba Poetry,
Wrana daa duniya ka RABBA, bala duniya jorra ka
Daa daka da gham da, yao be-ghama duniya jorra ka
Dalta sok haakim dey, sok mahkum ao sok Aaqa, ghulam
Na we che tazaad pakey yao samma duniya jorra ka
Daa da da FiROAN, HAMAN, SHIDAD ao da QAROON duniya
Na we zulam zor che pakey dagha duniya jorra ka
Dalta khawandan da mahaluno di khudayan RABBA,
Bela bas da khatto be-mahala duniya jorra ka
Waayam za HAMZA, RABBA pa kaar ke de kaar na laram
Kho Hassey mai khyaal raghay yao badala duniya jorra ka !!
Kyun khwab darechay khulney lagey thy, Kyun sham thi tanha tanha si, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals, Love Shayari,
Kyun khwab darechay khulney lagey thy
Kyun sham thi tanha tanha si
shab bhar tum ko daikha main ne
Tou Jana k nend zaruri thi
Kyun dahrkan thi adhori si
Kyun chand tha madham madham sa
Or Kyun chandni aaj adhori thi
Q dharkan thi madhosh bohat
Or Kyun hosh b bohat zaruri tha
Kyun pal pal sath guzara tha
Kyun dil ka hal ganwaya tha
Kyun har sans thi sakin us k bina
Kyun us ki mujh se dori thi
Gar dil ka aangan khali tha tou
Kyun raat ki rani mehki thi
Kyun dil ki thi awaz madhur
Kyun chahat uski zurori thi
Kyun mujh se tha mansoob agar
Ruswayi b zaruri thi
Kyun pana b usko lazim tha
Gar judai b zaruri thi...
Wednesday, 25 December 2013
Be-Khudi le ga'ee kahan hum ko, der se intazaar hai apnaa, by Meer Taqi Meer, Meer Taqi Meer poetry, Meer Taqi Meer shairy, Sad poetry by Meer Taqi Meer, Mir Taki Mir Poetry
Be-Khudi le ga'ee kahan hum ko
der se intaZaar hai apnaa
rote phirte hain sari-sari rat
ab yahee rozgaar hai apnaa
de ke dil ham jo ho ga'e majboor
ismen kya ikhtiyaar hai apna
kuchh naheen ham misaal-e-'unqaa lek
shahar-shahar ishtahaar hai apnaa
jisko tum aasmaan kahate ho
so dilon ka Gubaar hai apna..
Hasti apne Hubaab ki see hai, ye numa'ish suraab ki see hai, by Meer Taqi Meer, Meer Taqi Meer poetry, Meer Taqi Meer shairy, Sad poetry by Meer Taqi Meer, Mir Taki Mir Poetry
Hasti apne Hubaab ki see hai
ye numa'ish suraab ki see hai
naazukee uss ke lab ki kya kahiye
pankharee ik gulaab kee see hai
baar-baar us ke dar pe jaata hoon
Haalat ab iztiraab kee see hai
Main jo bola kaha ke ye aawaaz
usee Khanah-Kharaab kee see hai
"Meer" un neem-baaz aankhon men
saaree mastee sharaab kee see hai
Ankhon mein ji mera hai idhar yar dekhna, Ashiq ka apane akhri didar dekhna, by Meer Taqi Meer, Meer Taqi Meer Poetry, Meer Taqi Meer shairy, Sad poetry by Meer Taqi Meer, Mir Taki Mir Poetry
Ankhon mein ji mera hai idhar yar dekhna
Ashiq ka apane akhri didar dekhna
kaisa chaman ke ham se asiron ko mana hai
chak-e-qafas se bag ki diwar dekhna
ankhen churaio na tuk abr-e-bahar se
meri taraf bhi didah-e-khunbar dekhna
ae ham-safar na able ko pahunche chashm-e-tar
laga hai mere paon mein a kar dekhna
hona na char chashm dik uss zulm-paishah se
hoshiyar zinhar khabardar dekhna
sayad dil hai dag-e-judai se rashk-e-bag
tujh ko bhi ho nasib ye gulzar dekhna
gar zamzama yahi hai koi din to hamsafar
is fasl hi mein ham ko giraftar dekhna
bul-bul hamare gul pe na gustakh kar nazar
ho jayega gale ka kahin har dekhna
shayad hamari khak se kuch ho bhi ae nasim
girbal kar ke kucha-e-dildar dekhna
us khush-nigah ke ishq se parhez kijio 'Mir'
jata hai leke ji hi ye azar dekhna
Tuesday, 24 December 2013
Yeh dil Udaas Hai Bohat Koi Peghaam Hi Likh Do, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry,
Yeh dil Udaas Hai Bohat
Koi Peghaam Hi Likh Do,
Tum Apna Naam Na Likho
Gumnam Hi Likh Do,!
Meri Qismat Mein Gham_E_Tanhai Hai Mgr,!
Tamaam Umar Na Likho
Ek Shaam Hi Likh Do,!
Yeh Janta Hoon K Umar Bhar Tanha Mujh Ko Rehna Hai,!
Pal do Pal
Ghari do Ghari
Mera Naam Hi Likh Do,!
Chalo Hum Maan Letey Hain
Keh Saza K Mustahiq Thehrey,!
Koi Inaam Na likho
Koi Ilzaam Hi Likh Do,,,
Monday, 23 December 2013
Kon Aya Rasty Aaina Khane Hogaye, December Poetry, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,Urdu Ghazals, Love Shayari, Sad Urdu Poetry,
Kon Aya Rasty Aaina Khane Hogaye,
Rat Roshan Hogayi, Din bhi Suhane Hogaye,
Kyun Hawali K Ujarne Ka Mujhe Afsos Ho,
Senkro'n Be'Ghar Parindo K Thikane Hogaye,
Jao Un Kamro K Aaine Utha Kar Phenk Do,
Be Adab Ye Keh Rahe He Hum Purane HogAye,
Ye Bhi MuMkin Hai K Me Ne Usko Pehnchna Na Ho,
Ab Usse Dekhe Hue Kitnay Zamane Hogaye,
Meri Palko'n Par Ye Ansu Piyar Ki Toheen Thai,
Uske Ankho Se Gire Moti K Dane Hogaye...!
Sunday, 22 December 2013
Wo mujh ko baant ke, kuch waqt kaat letay hain, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry, Urdu Heart Touching Poetry
Wo mujh ko baant ke, kuch waqt kaat letay hain,
Samajh liya hai mere doston ne taash mujhe,
وہ مجھ کو بانٹ کے، کچھ وقت کاٹ لیتے ہیں
سمجھ لیا ہے، میرے دوستوں نے تاش مجھے
یہ پیٹ ساتھ نہ ہوتا ، تو میں فرشتہ تھا
کیا معاش کے چکّر نے، بد معاش مجھے
میں ایک راز، کہ تھا دفن تیرے سینے میں
بھگت نتیجہ، کہ تُونے کیا ہے فاش مجھے
کہیں میں تم کو مِلوں تو، مجھے بتا دینا
کئی دنوں سے ہے، یارو، میری تلاش مجھے
Shola e Zar mai jale hain hum log, Sham se pehle dhale hain hum log, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry,
Shola e Zar mai jale hain hum log
Sham se pehle dhale hain hum log
شعلۂ زر میں جلے ہیں ہم لوگ
شام سے پہلے ڈھلے ہیں ہم لوگ
گھر کا رستہ بھی نہیں یاد رہا
کیسی راہوں پہ چلے ہیں ہم لوگ
کوئی اِلزام زمانے پہ نہیں
اپنی مرضی سے جلے ہیں ہم لوگ
خیر ایسے بھی گنہگار نہیں
کتِنے لوگوں سے بھلے ہیں ہم لوگ
ہر کوئی سنگ زَنی کرتا ہے
اِس طرح پُھولے پھَلے ہیں ہم لوگ
اب رفاقت کا گلہ کیا کرنا
خُود ترے ساتھ چلے ہیں ہم لوگ
جب دَرِ حُسن پہ آئے باقی
کچھ نہ کچھ لے کے ٹلے ہیں ہم لوگ
Saturday, 21 December 2013
In Faslon ki fikar main, q Karon bhala, Boht door reh kar bhi mere paas hai koi, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry, Sad Urdu Poetry,
In Faslon ki Fiker main,
q Karon bhala..?
Boht door reh kar bhi mere paas hai koi,
Is soch men
Dooba hai Bohat
Dair sy mera dil,
Kya us k Dil
Men b aisa
Ehsaas hy koi...?
Us ki nazron se
Hy bana meri
Sanson ka
Tasalsul,
Is trh meri zindgi ki Aas hy koi,
Us ka jo
Poochna hy to
Bas itna he jan lo,
Bohat khaas,
Bohat khaas,
Bohat khaas,
Bohat khaas,hy
Koi,
Abhi jo ja rahay ho to ye bhi usy kehna,
Us k bina is shehar men bohat udaas hai koi...
Friday, 20 December 2013
Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers,
Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers,
Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers,
Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers,
Subscribe to:
Posts (Atom)